Zaid Hamesha Alhumdullilah Namaz Ki Kasrat Karta Hai

(Lekin Sirf Farz Aur Sunnat E Muakkadah) Padta Hai. Lekin Sunnat E Gair Muakkadah Nahi Padta Aur Na Hi Nafil.

Kabhi Woh Ye Jaan Bujhkar Chodta Hai.

Ab Us Par Kyaa Huqm Hoga?

Jawab:

Sunnat E Gair Muakkidah O Nawafil Na Padhne Par Zaid Par Kuch Ilzaam Nahin.

Khalifa E Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri
Khadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love