Category Khawateen

Aurat Ki Namaz Ka Tarika?

Aurat Ki Namaz Ka Tarika Ye Hai Ki Auratein Takbeer e Tehrima Ke Waqt Kaano Tak Haath Na Uthaye. Balki Kandho Tak Uthaye, Haath Naaf Ke Neeche Na Bandhe. Balki Baaye (Left) Hatheli Seene Par Chaathi Ke Neeche Rakh Kar…

Nifas ke baad 6 month haiz nahi aya?

2) Nifas ke baad haiz nahi aya 6 month aur 9 month isi darmiyaan dosra hamal rah gaya? To ab namaz ka kya hukm? Jawab: Haiz nahi aaya to wo paak hai. Apni Namazein ada karti rahein. Isi tarah hamal…

Aurton Ke Baal Jo Kangai Karte Hue Nikalte Hai

Unhe Dafan Karne Ka Hukm Hai. Kya Un Balo Ko Jala Bhi Sakte Hai? Jawab: Baalo Ko Dafn Kar Diya Jaaye. Unhe Jalaaya Na Jaaye. Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi Khadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadi

Kya ladkiyon ko baalon me color karna jaayez hai.

Yaani aaj kal jo highlighting karte hai, ya baalon ka kuch hissa red, ya koi aur rang ka kara dete hai.nnTo kya ye Jaayez hai?nnAur kya isse namaz me koi karahat aayegi?nnJawab:nnYe sab fasiqo ki waza hai. Jaayez nahi.nn??????????????nKhalifa-E-Huzoor TajushshariahnMufti…